Ek dukan ke bahar likha insaan ki tarah bat karne wala kuta bikau hai

Ek dukan ke bahar likha insaan ki tarah bat karne wala kuta bikau hai
Ek aadmi ne jakar pucha mei us kutte ko dekhna chahta hoon
Dukandar bola theek hai andar baitha hai jakar kar baat kar loo
Aandar kursi par ek hatta katta kutta baitha tha! Aadmi ne us kutte se puche kyon bhai tum yahan kya kar rahe ho
Us par kuta bola kar to main bahut kuch sakta hoon par philhal to dukan ki rakhwali kar raha hoon, or isse pehle main America main jasoosi mahekme main kam karta tha jahan kafi khunkar terrorist ko pakdwaya phir main England chala gaya wahan par main police ke liye mukhbari karta tha aur ab ek saal baad yahan aa gaya!!!!!

Tab aadmi ne dukandar se pucha yar itna samajhdar kute ko bechna kyon chahte ho to dukandar bola sala jooth bahut bolta hai!!!!!!!!!!!!!
# hindi jokes

Share :

Twitter
Back To Top

facebook main

counter

Powered by Blogger.